![]() ![]() ![]() Waise aapki baat sahi hai ki maut jab aayegi to sab peeche choot jayega magar aap jo deserve karte hain agar wo apko na mila to utne samay wo pal maut ke barabar hota hai isliye ye maan lijiye in sabka astitva hai koi power hai jiske adhin ye sab hain aur hum bhi hain bas baat vishwaas ki hai maano to bhagwan nahi to pathar to hai hi. Yhe hai insaaniyat logo ki Maafi chahunga Maine jo dekha hai life mai bas wohi share kiya hai. Par insaan ki ek saache mann se bina laab ke help koi nahi karta. Ya Allah ke naam pe daar or jaanat ka sookh dikha ke logo ko baatkao insaaniyat ka khoon karwao ladao marwao katwao logo ko. Koi insaniyat nahi hai kissi ke mann mai bas cheen lo maardo lootlo.īura kardo ya darao ya mantar tantar dikho bagawan ke naam pe mandir banao or looto. Warna had koi pehele ki riti chala rahan hai Darao or matlab nikalo. Par dusre ki help karke usse khushi doge toh uski nazar mai insaaniyat kama paogai. Ki insaaniyat rakho Mann mai or sabki help karo. Kuch bhi or har cheez mai logo ke man mai daar bethata hai jisse usse laab hota hai. Maine bas itna dekha hai ab tak har koi apne jeevan ko acha bitane ke liye. Q ki insaan jata hi wahin hai jahan usse khatra Ya apne ko marne se bachane ka behav hota hai. Jisdin maut se tum nahi darogai to yhe sab mantar siddhi sab bekaar lagaiga. ![]()
0 Comments
Leave a Reply. |
AuthorWrite something about yourself. No need to be fancy, just an overview. ArchivesCategories |